Welcome to our book review site go-pdf.online!

You may have to Search all our reviewed books and magazines, click the sign up button below to create a free account.

Sign up

Parsanailiṭī devalapameṇṭa korsa
  • Language: hi
  • Pages: 304

Parsanailiṭī devalapameṇṭa korsa

Kisi bhi manushya ki safalta ya asafalta uske vyaktitva ki aham bhomika hoti hai sabhi log samaj me safal hone ke liye apne vyaktitva nikharna chahte hai unaka vyaktitva hi unki pehchan hoti hai apne vyaktitva ke dum par hi vyakti aam logo me kuch khaas nazar aata hai pratek vyakti jeevan me kuch khaas karna chahta hai tatha kuch khaas banna chahta hai bazaar ki jarutat aura am aadmi ki maang ko dhyaan me rakhkar yeh pustika prakashit ki gayi hai bazaar me yeh apne dhang ki akeli pustak hai. Prastut pustak matra 30 din me sampurna vyaktitva vikas hetu saral evam aadhunik course par aadharit avashya pathniye pustak hai, anek chitro se susajjit yeh pustak aath bhago me vibhajit ki gayi hai prtek bhaag ko bhi chote chote sambhago me baata gaya hai sabhi sambhaag apne aap me purna hai pustak me udaharan evam case studies sahit baat ko saral evam spashtha shabdo me samjhaya gaya hai prtek din ke liye ek adhyay samanya vyakti ke samarthya evam samay anusaar likha gaya hai. Yeh pustak vyaktitva vikas ke gur se otprot hai.

MODERN LETTER WRITING COURSE
  • Language: en
  • Pages: 270

MODERN LETTER WRITING COURSE

A 30-day course to write simple, sharp and attractive letters for all occasionsThis book is a compilation, in simple and practical manner, of all letters a person may use to express his views/idea/opinion on all occasions, such as, personal, social and business. The course is intended to be completed within 30 days. The book comes along with a CD that contains the English translation of all Hindi letters included in the book. The book contains sample of informal letters (personal letters, and letters to family, friends and relatives etc.) and formal ones (addressed to government, non-government, business, editors etc.). This book will be found quite useful in writing quality: and impressive letters in every field.

Body Language (Kannada)
  • Language: en
  • Pages: 108

Body Language (Kannada)

Communication is not always through sound or language. Much can be said with gestures and movement of eyes. In fact, more often than not, it is the body language that 'says' more than words. Now discover all the finer points and the nuances of body language in this masterly work. How does a thumb gesture display dominance, superiority and aggression? How does dilation of eyes send a romantic signal? What does a sideways glance indicate? Given these incredible insights, the book can prove to be of immense use for professionals like advocates, doctors, policemen, judges, salesmen, politicians, judges, executives, bureaucrats and customers etc - in short, people who are essentially in public dealing. But then, it is for all, a true guide for analysing behaviour and attitudes. #v&spublishers

Vilom Shabd
  • Language: hi
  • Pages: 258

Vilom Shabd

Quizzes help sharpen your brain skills.....Brain teasers, riddles and mathematical puzzles to sharpen your calculating power. Each of the five books contains questions to keep the gray cells active and provides answers these inquisitive questions from science, business, politics, sports, films, economics, arts and other fields. Quizzes provide entertainment, improve knowledge and assist a person accept challenges, which ultimately is very good psychologically. This set of 5 books has been bound together in a convenient pack and offered to readers at an attractive discount. The names of the books and their prices are displayed in brackets:1) School Quiz Book (Rs 195), 2) Quiz Time mathematics (Rs 135), 3) Science Quiz Book (Rs 195), 4) Environment Quiz Book (Rs 150), 5) Global Quiz Bank (Rs 295) #v&spublishers

PERSONALITY DEVELOPMENT COURSE
  • Language: en
  • Pages: 305

PERSONALITY DEVELOPMENT COURSE

Kisi bhi manushya ki safalta ya asafalta uske vyaktitva ki aham bhomika hoti hai sabhi log samaj me safal hone ke liye apne vyaktitva nikharna chahte hai unaka vyaktitva hi unki pehchan hoti hai apne vyaktitva ke dum par hi vyakti aam logo me kuch khaas nazar aata hai pratek vyakti jeevan me kuch khaas karna chahta hai tatha kuch khaas banna chahta hai bazaar ki jarutat aura am aadmi ki maang ko dhyaan me rakhkar yeh pustika prakashit ki gayi hai bazaar me yeh apne dhang ki akeli pustak hai. Prastut pustak matra 30 din me sampurna vyaktitva vikas hetu saral evam aadhunik course par aadharit avashya pathniye pustak hai, anek chitro se susajjit yeh pustak aath bhago me vibhajit ki gayi hai prtek bhaag ko bhi chote chote sambhago me baata gaya hai sabhi sambhaag apne aap me purna hai pustak me udaharan evam case studies sahit baat ko saral evam spashtha shabdo me samjhaya gaya hai prtek din ke liye ek adhyay samanya vyakti ke samarthya evam samay anusaar likha gaya hai. Yeh pustak vyaktitva vikas ke gur se otprot hai.

Personal Letters
  • Language: en

Personal Letters

This book contains formal letters which express views/ideas/ opinions on all occasions, personal, family, close acquaintance. This book will definitely be quite useful in writing an impressive letter in every field.

Vilom Shabd (Pocket Siz)
  • Language: en
  • Pages: 168

Vilom Shabd (Pocket Siz)

V & S Publishers ne bazaar me mojud vilom shabdkosh ki kami mahsus kar sanchip vilom shabdkosh prakashit kiya hai. Is shabdkosh ko apne pathko ke liye aur bhi upyogi banane ke liye bolchal me prayukt deshi bhashao ke sath un videshi shabdko ke viloe shabd gye hai, jinka aaj hindi shabdo ke rup me kaphi prayog kiya ja raha hai.Yah shabdkosh pathko ke liye atyadhik upyogi siddh ho, iske liye shabdkosh ke ant me kuch prishist bhi jode gye hai, jinme muhavre vilom shabdo par adharit padbandh, bhinnarthak shabd sammocharit shabd, sahchar shabd tatha anek shabdo ke liye ek shabdo ke prishisat shamil hai.Prastut shabdkosh ko prakashit karne ke sath V & S Publishers ne prayayvachi shabdo ka atyant upyogi sanschipt shabdkosh bhi prakashit kiya hai, yah pratiyogi pariksha me shamil hone vale pratiyogiyo ke sath school aur colleges me padhne wale sabhi chhatra/chhatrao ke liye saman rup se upyogi hai. #v&spublishers

BODY LANGUAGE (Hindi)
  • Language: en
  • Pages: 127

BODY LANGUAGE (Hindi)

Vartman me sarvjanik jivan jine wale pratyek vykti chahe vah vidhyarthi, grihni ya koi aur ho khastaur par office mai kaam karne walo ke liye achhi personality aur behtar communication skill ka hona anivarya hai. Body language communication ka ek mahatavpuran ang hai jise kabhi najarandaj nahi kiya ja sakta. Lekhak Arun Sagar Anand ne prastut pustak me shararik haw-bhaw sambandhit tathyo ke saath aavshyak chitron ka vistrit varanan kiya hai. Shararik bhaw bhangimao ki takniki samajh hamare vayktitav me to sudhar lati hi hia. Sath hi anya logo ke bich humari ek alag chavi viksit karti hai. Is pustak ki sahayata se aap body language ke sabhi gudh sanketo ko pehchan apne vyaktitava me mahatvpurn vikas kar sakte hai aur anchahi samsayaon se bhi bach sakte hai. Pustak saral evam sateek tarike se shararik bhashaon ki avayshak jankari pathako tak pahuchati hai yah pustak apke career ko unnati ke shikhar par le jane me avashya sahayak siddh hogi.

IMPROVE YOUR MEMORY POWER (Hindi)
  • Language: en
  • Pages: 188

IMPROVE YOUR MEMORY POWER (Hindi)

Iss pratiyogi duniya mein keval kadhi mehnat karne se kaamyaabi nahi milti. Kaamyaabi paane ke liye aapko tarah-tarah ki taknikiyon ka prayog karna padhta hai. Prastut pustak mein iss disha mein sarhaniye prayas kiye gaye hain. Iski madad se aap na keval apni smaran shakti badha sakte, balki pariksha mein acche ankh bhi prapt kar sakte hain. Iske apeksha prastut pustak mein smaran shakti badhane ke liye manovagyanik dhang se 30 dino ke ek pathyakram ki taknik prastut ki gayi hai, jiske anusaar anusaran karke vyakti apni smaran-shakti ko maatra 30 dino mein hi viksit kar sakta hai aur pariksha ityaadi mein acche ankh prapt kar ek medhvi vyakti ban sakta hai.

NEW LADIES HEALTH GUIDE (Hindi)
  • Language: en
  • Pages: 218

NEW LADIES HEALTH GUIDE (Hindi)

The book is a solution for all your beauty and health related issues. E.g. - raw chest, short stature, hair loss, facial deficiencies, menstrual abnormalities, etc.